12,99 €
inkl. MwSt.

Versandfertig in über 4 Wochen
  • Broschiertes Buch

"Ae Kaash Ke hum , hosh mein abb , aane na paye" . Kya gaana hai na , waise toh bahut romantic gaane taiyaar huye aur shayad hi yaad honge kisiko , magar iss gaane ki baat hi alag hai, aakhir iss gaane ko sunkar logo ka dil automatic romantic ho hi jaata hai , aur kyun na ho gaane mein tarah tarah ke feelings jo maujood hai, wahi "Kumar Sanu" ki soothing awaaz aaj bhi bahut dilo ko dhadka jaati hai, uff kya melody , kya bol, kya emotion , overall fantastic package, , ek aisa gaana jo generations ke generations ko paas karte huye chali jaegi, par dilo pe raaj karna kabhi bandh nahi karegi, yeh…mehr

Produktbeschreibung
"Ae Kaash Ke hum , hosh mein abb , aane na paye" . Kya gaana hai na , waise toh bahut romantic gaane taiyaar huye aur shayad hi yaad honge kisiko , magar iss gaane ki baat hi alag hai, aakhir iss gaane ko sunkar logo ka dil automatic romantic ho hi jaata hai , aur kyun na ho gaane mein tarah tarah ke feelings jo maujood hai, wahi "Kumar Sanu" ki soothing awaaz aaj bhi bahut dilo ko dhadka jaati hai, uff kya melody , kya bol, kya emotion , overall fantastic package, , ek aisa gaana jo generations ke generations ko paas karte huye chali jaegi, par dilo pe raaj karna kabhi bandh nahi karegi, yeh toh guaranteed hai. Ab yeh gana kaise iss kahaani se related hai Yeh janne ke liye iss kahaani ko dhyaan se padhiye Aur shayad aap fir se pyaar mein girne wale hai Toh Zara Bach ke ... All the best...