Vishwa ka koi bhi vaigyanik siddhant un ullas aur anand palo ko nahi la sakta jo chand ke pratibimb ko shant jal me dekhkar hota hai ya phool ki pankhudiyon par pade oos kano se paravartit hoti surya ki prakash kirno ko dekhkar hota hai. Prastut krati me jeevan ki vibhinn paristhitiyon ka chitran ( prem aur viyog) prakrit ke sookshm vishleshan aivam vyanjano se kiya gaya hai. ""Prataha kaal bhanu ka muskana Bhoo ke daman me chhitra deta roli Fasalon par chayi oos kano se Paravartit hoti hain kirne bholi Lagta tab jaise karti prakrit Hai swarn ka vyapar Tan man hota prafullit Dekhkar prakrit ka sansaar""
Hinweis: Dieser Artikel kann nur an eine deutsche Lieferadresse ausgeliefert werden.
Hinweis: Dieser Artikel kann nur an eine deutsche Lieferadresse ausgeliefert werden.