12,99 €
inkl. MwSt.

Versandfertig in über 4 Wochen
payback
6 °P sammeln
  • Broschiertes Buch

""Bhavnayein bhanvar me nahaane lagi Siyahi me gote lagaane lagi Mai nikharti gayi leher aisi hai ye Khoob Shabdon ki Nadiyan Bahaane Lagi"" Mai Sushila Shrivastav ek kushal grehni hun. Mujhe har vishay par likhna acha lagta hai. Padhna likhna mera shauk hai. Isliye mai apne manobhavnaun ko kabhi geet ke roop me toh kabhi ghazal ke roop me dhaal deti hun. Mere mann ke sagar me, shabdon ki lehrein uthti girti rehti hain. Jisse likhkar mujhe Roohani sukoon milta hai. Meri 2 pustakein prakashit ho chuki hain. Kavya Sangrah, ""Neel Gagan"", aur kahani sangrah ""Platform"". Yeh tisri pustak geet…mehr

Produktbeschreibung
""Bhavnayein bhanvar me nahaane lagi Siyahi me gote lagaane lagi Mai nikharti gayi leher aisi hai ye Khoob Shabdon ki Nadiyan Bahaane Lagi"" Mai Sushila Shrivastav ek kushal grehni hun. Mujhe har vishay par likhna acha lagta hai. Padhna likhna mera shauk hai. Isliye mai apne manobhavnaun ko kabhi geet ke roop me toh kabhi ghazal ke roop me dhaal deti hun. Mere mann ke sagar me, shabdon ki lehrein uthti girti rehti hain. Jisse likhkar mujhe Roohani sukoon milta hai. Meri 2 pustakein prakashit ho chuki hain. Kavya Sangrah, ""Neel Gagan"", aur kahani sangrah ""Platform"". Yeh tisri pustak geet sangrah, ""Dil ke sagar me"" bhi aapko pasand aayegi. Is geet sangrah me samajik, pariwarik, adhyatmik sabhi prakar ki rachnaon ka sangalan hai.