Kabhi jehan mei khayal aata tha likhna bhaut aasan hai. Bss chaheye kagaj, kalam, ek dil, dimag or kuch lafj, bs likhne ka silsila chal nikalta hai. Lekin jb lekhni hathoo mei liya, tb samajh aaya, kalpana k sahare jindigi k sache raang nahi ukare ja skte hai. Aise rang kabhi bhaut gahere, kabhi halke or kbhii bad-rang hoo jate hai. Likhne k liye chahyee jindigi k sachee sabak, sachi ghatna, anubhav or inme bahte pani sa pravah lane k liye thodi kalpanaye. Tab ye sabd or lafj ka libaas pahan kahaniya banti h. Jindigi ki kuch chuni hui ghatanaoo ko kahaniyo mei dhalne ki ye kosis kaisi lagi? Padh kr dhekheye na.
Hinweis: Dieser Artikel kann nur an eine deutsche Lieferadresse ausgeliefert werden.
Hinweis: Dieser Artikel kann nur an eine deutsche Lieferadresse ausgeliefert werden.