12,99 €
inkl. MwSt.

Versandfertig in über 4 Wochen
payback
6 °P sammeln
  • Broschiertes Buch

baalpan se gujarte hue yauvan ki dahlij par kadam rakhne se pahle har bachche ko ek badi hi kathin avastha se hokar gujarna padta hai aur yahi avastha uske bhavishya nirdhaaran me mahatvapurn bhumika nibhaati hai .Agar un galion ki bhuul bhulaiya se bachkar vah nikal jaata hai to jindgi ban gayee nahi to ve uljhanen pichha nahi chhodti .Yah hai kishoravastha ..bachpan aur javaani ke bich ka sandhikal ..harmonal chengej se gujarta hua bada hi jokhim bhara samay .Badi vichitr kahaani hoti hai -n to man se purn viksit aur n hi tan se purn viksit aur maje ki baat yah hai ki samajhate ve apne ko…mehr

Produktbeschreibung
baalpan se gujarte hue yauvan ki dahlij par kadam rakhne se pahle har bachche ko ek badi hi kathin avastha se hokar gujarna padta hai aur yahi avastha uske bhavishya nirdhaaran me mahatvapurn bhumika nibhaati hai .Agar un galion ki bhuul bhulaiya se bachkar vah nikal jaata hai to jindgi ban gayee nahi to ve uljhanen pichha nahi chhodti .Yah hai kishoravastha ..bachpan aur javaani ke bich ka sandhikal ..harmonal chengej se gujarta hua bada hi jokhim bhara samay .Badi vichitr kahaani hoti hai -n to man se purn viksit aur n hi tan se purn viksit aur maje ki baat yah hai ki samajhate ve apne ko kisi se kam nahi jhallaahat tab hoti hai jab unki ginti n to badon me hoti aur n hi chhoton me Aise mei ve jiye to jiye kiase ?Lagbhag saara kishor varg yaani teenagers anek alag alag kaarnon se shaaririk aur mansik pratadna ka shikar hai .Man se puri tarah samajhdar n hone ke karan pratikul paristhitiyan aane par man mei ek dar sama jata hai chahe vah pita ki daant ka kisi anjaan vyakti ki dhamki ka ya kisi rishtedar ke dwara anaitik dabab ka dar.Is bhay ka shaasan man par chalta rahata hai jab tak koi sahi disha nirdeshak nahi mil jata hai. Margdarshak ka kaary bhi tabtak utna saral nahi hota hai jab tak unhe vah apne vishvas me nahi le leta. vartmaan me is umr ke samne internet ,social media aadi ke kaaran chunautiyan aur bhi jyada badh gayee hain Inhe hamaare chhanv aur margdarshan ki jarurat hai .Koi to hame thaam lo inhi samasyaon se hote hue samadhaan ki ek koshish hai .
Hinweis: Dieser Artikel kann nur an eine deutsche Lieferadresse ausgeliefert werden.