Nazar ka Nazariya tay karta hai ki hum kya haasil karte hain. Yeh kitab swarachit parikalpano ko hindi kavitao ke madhyam se thos roop dene ka prayas hai. Khand 1 Prem aur virah ko samarpit hai. Pyar,mohabbat,virah,milan duniya ke sabse jyada pade-likhe jaane wale lekin samvadensheel visaya hain. Inme rachnamakta ke saath bhavo ko naye tarike se pesh krne ki chunauti hai. Khand 2 mai samaj,sarkar,insaano,vyavastha per kuch halke ,kuch bhaai vyang hai.Nirasha ke palon mai kuch prerna bhari kavitayen sanjone ka pryatna hai. Khand 3 Un choti-moti vastuon aur jeevo ko samarpit hai jo hamare aap-paas hi hain per jinhe hum aam jeevan mai kam hi mahatva detat hain.
Hinweis: Dieser Artikel kann nur an eine deutsche Lieferadresse ausgeliefert werden.
Hinweis: Dieser Artikel kann nur an eine deutsche Lieferadresse ausgeliefert werden.