prakrarati sangrakshan jaroori hai kitaab prakriti, paryavaran, vatavaran ke vishay mein baat karti hai, siksha deti hai. kitaab mein sabse pehle prakrati ke baare mein bataya gaya hai ki veh kya hai thhek se vichaar karne waali baat hai ye. kaise prakrati ka naash ho raha hai, kya vajah hai? kaun hai karan? kya manushya ka sambandh isse hai? hai to kya sirf hawa, paani ka hi sambandh hai. aise hi sawaalo ke jawaab is kitaab me milenge. is kitab mein manav aur prakrati ke gehre sambandh par baat ki hai. prakriti se prem athva any tareeko se use bachaane ka kaam ho aise hi siksha isme dii gayi hai.
Hinweis: Dieser Artikel kann nur an eine deutsche Lieferadresse ausgeliefert werden.
Hinweis: Dieser Artikel kann nur an eine deutsche Lieferadresse ausgeliefert werden.