Iss pratiyogi duniya mein keval kadhi mehnat karne se kaamyaabi nahi milti. Kaamyaabi paane ke liye aapko tarahtarah ki taknikiyon ka prayog karna padhta hai. Prastut pustak mein iss disha mein sarhaniye prayas kiye gaye hain. Iski madad se aap na keval apni smaran shakti badha sakte, balki pariksha mein acche ankh bhi prapt kar sakte hain. Iske apeksha prastut pustak mein smaran shakti badhane ke liye manovagyanik dhang se 30 dino ke ek pathyakram ki taknik prastut ki gayi hai, jiske anusaar anusaran karke vyakti apni smaranshakti ko maatra 30 dino mein hi viksit kar sakta hai aur pariksha ityaadi mein acche ankh prapt kar ek medhvi vyakti ban sakta hai.(In this competitive world only hard work does not get success. To achieve success, you learn to use a variety of techniques.Attempts have been made in this book in this book. With its help, you can not only increase your memory, but also keep a good track record in your examinations.In order to increase the memory power .the technique of a 30day course has been presented in a psychologically manner in the book. According to which a person can develop his memory only within 30 days and get a good account in exam etc.) #v&spublishers
Hinweis: Dieser Artikel kann nur an eine deutsche Lieferadresse ausgeliefert werden.
Hinweis: Dieser Artikel kann nur an eine deutsche Lieferadresse ausgeliefert werden.