13,99 €
inkl. MwSt.

Versandfertig in 1-2 Wochen
payback
7 °P sammeln
  • Broschiertes Buch

Rooh Ki Kalam Se, is kitab mein 19 gazalen aur kavitayen haain. Gazalon ko likhne mein Bahar ka puri tarah se dhyan rakhne ka prayas kiya gaya hai. Gazalon aur Kavitaon ko dil aur rooh se mahsoos karte huye likha gaya hai. in Gazalon aur Kavitaon mein jeevan ke har kshetra jaise Dosti, Pyar, Rishtedar, Dushman, Samaj aadi ke baare mein in rachnaon ke madhyam se kaha gaya hai jisse padhne wale apne aap ko usse juda hua mahsoos kar payenge aur unhen eisa mahsoos hoga ki ye sab unhone kahin dekha hai. Ye lekhak ki pahali kitab hone ke karan isme kuchh trutiyan ho sakti hain isliye pahala prayas hai ye samajh kar kshama karne ka prayas karen.…mehr

Produktbeschreibung
Rooh Ki Kalam Se, is kitab mein 19 gazalen aur kavitayen haain. Gazalon ko likhne mein Bahar ka puri tarah se dhyan rakhne ka prayas kiya gaya hai. Gazalon aur Kavitaon ko dil aur rooh se mahsoos karte huye likha gaya hai. in Gazalon aur Kavitaon mein jeevan ke har kshetra jaise Dosti, Pyar, Rishtedar, Dushman, Samaj aadi ke baare mein in rachnaon ke madhyam se kaha gaya hai jisse padhne wale apne aap ko usse juda hua mahsoos kar payenge aur unhen eisa mahsoos hoga ki ye sab unhone kahin dekha hai. Ye lekhak ki pahali kitab hone ke karan isme kuchh trutiyan ho sakti hain isliye pahala prayas hai ye samajh kar kshama karne ka prayas karen.
Hinweis: Dieser Artikel kann nur an eine deutsche Lieferadresse ausgeliefert werden.