14,99 €
inkl. MwSt.

Versandfertig in über 4 Wochen
  • Broschiertes Buch

Prastut kriti 'Vividh Aayam' yuva man ke dard tadap, samajik patan ki pida ke saath unki aashaein aur aakanshyein bhi maujood hain. Yuva kinkartyavimoodh hokar khud ko kosta hai to kabhi visangatiyon bhare is samaaj ko, aur jab uske komal man ke tantu khanakhana kar tootate hain, to antaratma se kavita nikalti hai jo yuva man ka bodh karati hai. ""kaise mein geet suna doon, babu priyatam shona ke jab vishwa me lashon ke dher lage korona se kaise mein jashn mana loon, bharat ki pakistani newton par chand dino ki thi shadi, ab yadein hain bistar ki salvar par"" samaaj me ho rahe beta aur beti ke…mehr

Produktbeschreibung
Prastut kriti 'Vividh Aayam' yuva man ke dard tadap, samajik patan ki pida ke saath unki aashaein aur aakanshyein bhi maujood hain. Yuva kinkartyavimoodh hokar khud ko kosta hai to kabhi visangatiyon bhare is samaaj ko, aur jab uske komal man ke tantu khanakhana kar tootate hain, to antaratma se kavita nikalti hai jo yuva man ka bodh karati hai. ""kaise mein geet suna doon, babu priyatam shona ke jab vishwa me lashon ke dher lage korona se kaise mein jashn mana loon, bharat ki pakistani newton par chand dino ki thi shadi, ab yadein hain bistar ki salvar par"" samaaj me ho rahe beta aur beti ke bhedbhav n karne ka aagrah kiya hai ""he manav! beta sundar hota hai, par bitiya to hai sundaratam beta beti hote ek saman, prakrit ki har rachna nirupam"" apni sahridayata aur sundarya prem ka parichay kuch is prakar diya hai ""tum mera jeevan mandir, jaise roz karun puja archan har saans me hai basta mere, tere sparshon ka spandan""