15,99 €
inkl. MwSt.

Versandfertig in über 4 Wochen
  • Broschiertes Buch

Meri jitni baatein hain wo saara ka saara tumse kiya hua koi samvad hi toh hai, mera apna kya tha warna aur aage bhi kya hoga. Waise toh meine ab tak ka saara jeevan yeh sochte hue hi guzaar diya ki tum meri ho aur main tumhara par yeh khwaab bas khwaab hi reh gaya. Iss safar mein par meine zindgi ko padhna seekh liya hai. Meine poora zameen tak girke firse uthna seekh liya hai. Meine apna har asmaan ab khudse tay kiya hai. Mohabbat be-shaq aaj bhi hai tumse kahin par meine zindgi ki udaan bharna seekh liya hai.

Produktbeschreibung

Hinweis: Dieser Artikel kann nur an eine deutsche Lieferadresse ausgeliefert werden.