10,99 €
inkl. MwSt.

Versandfertig in über 4 Wochen
payback
5 °P sammeln
  • Broschiertes Buch

Yeh 15 kavitayen ka chota sa collection unn sabhi ko dedicated hai jo zindagi ko jhelte kam aur jeete zyada hain. Yeh saari poems se maine ""zindagi kya hai"" yeh batane ki koshish ki hai. Zindagi ko to koi shayad hi samajh paaya hai, par maine iske 3 hisse par dhyaan diya hai - khuda, ishq aur dard. Khuda kya hai, us par mera vishwas aur bharosa, meri narazgi aur shikayat, khuda se mere sawal, in sab par kavita hain. Ishq ki mithaas, kadvepan aur dosti ki baat ki hai. Aur aakhir mein dard; har koi apni zindagi mein kisi na kisi dard se guzarta hai, bas uss dard ko shabdon mein utara hai.…mehr

Produktbeschreibung
Yeh 15 kavitayen ka chota sa collection unn sabhi ko dedicated hai jo zindagi ko jhelte kam aur jeete zyada hain. Yeh saari poems se maine ""zindagi kya hai"" yeh batane ki koshish ki hai. Zindagi ko to koi shayad hi samajh paaya hai, par maine iske 3 hisse par dhyaan diya hai - khuda, ishq aur dard. Khuda kya hai, us par mera vishwas aur bharosa, meri narazgi aur shikayat, khuda se mere sawal, in sab par kavita hain. Ishq ki mithaas, kadvepan aur dosti ki baat ki hai. Aur aakhir mein dard; har koi apni zindagi mein kisi na kisi dard se guzarta hai, bas uss dard ko shabdon mein utara hai. Zyada detail mein nahi likhungi idhar varna fir kavita padhne ka maza feeka ho jayega.