Iss pustak mein lekhak ke 25 varshon ke pathan paathan ka anubhav saamuhit hai tatha vishey ki gudhta evam gahanta ko spasht shabdon mein sahaj karke prastut kiya gaya hai. Ankh jyotish jaise duruh vishey ko jansadharan ki bhaasha mein likhne ke liye lekhak ne aadhik prayas kiya hai. Tathapi ismein bhasha shaili ki veh ravaangi hai ki pathak isse bina shabdkosh ke padhne mein kaamyaab ho sakenge. Sabki yeh dili iccha hoti hai apna bhavishya jaanna. Ankh jyotish bhavishya kathan ki ek prabhavi vidya ban chuki hai. Aasha hai ki humaare sehriday pathak isse khushi se sweekaar karenge.
Dieser Download kann aus rechtlichen Gründen nur mit Rechnungsadresse in A, B, BG, CY, CZ, D, DK, EW, E, FIN, F, GR, HR, H, IRL, I, LT, L, LR, M, NL, PL, P, R, S, SLO, SK ausgeliefert werden.