Premchand ki sampurna kahaniya 'Maansarovar' naamak sheershak mein sangrahit hain, jo 8 khandon mein prakashit hai. Unn kahaniyon mein se 13 chuni hui prasidh kahaniyon ko iss pustak mein prakashit kiya gaya hai,. Ye kahaaniyan ek vishesh shaili aur drishtikon se prastut ki gayi hain. Pratyek kahaani ke purva Premchand ki rachna ki vishesh baatein taths ant mein unke sandesh evam unse milne vaali shiksha ko diya gaya hai jo iss kahaani sangraha ko unootha aur vishesh banaate hain.
Dieser Download kann aus rechtlichen Gründen nur mit Rechnungsadresse in A, B, BG, CY, CZ, D, DK, EW, E, FIN, F, GR, HR, H, IRL, I, LT, L, LR, M, NL, PL, P, R, S, SLO, SK ausgeliefert werden.