Dil tootne ka dard, shabdon mein bayaan nahi kiya ja sakta.
Duniya ki sabse berehem, sabse zaalim cheez hai dil ka tootna. Anubhav kabhi soch bhi nahi sakta tha ki Zoya ke saath break-up ke baad kitna dard hoga, kitna woh tanhayi ke andhere mein doobta chala jayega.
Par kismat bhi kya cheez hai ... Jab Anubhav apne dil ke tukdon ko jodne ki koshish kar raha tha, tab Saloni ne uski zindagi mein aa kar usey phir se jeena sikha diya. Ek chhote se 'Hi' se raat-raat bhar calls tak ka safar, aur dekhte-hi-dekhte, woh anjaan shaqs jaan ban gaya.
Why Not Me? - 2 ki kahani wahi se shuru hoti hai jahan Why Not Me? khatm huyi thi. Iss kitaab mein, Anubhav ne apni zindagi ke naye chapter ke baare mein likha hai. Magar kya iss baar muqammal ho payegi Anubhav ki mohabbat, ya iss baar bhi adhuri reh jayegi? Woh kehte hain na, yeh ishq nahi asaan bas itna samajh lijiye, ek aag ka dariya hai aur doob ke jana hai.

Dieser Download kann aus rechtlichen Gründen nur mit Rechnungsadresse in A, D, L ausgeliefert werden.